Re: ![]()
Ab tou samajh main aa gaya…ab rishwat main lee hovee smiley wapas kardo ![]()
Re: ![]()
Ab tou samajh main aa gaya…ab rishwat main lee hovee smiley wapas kardo ![]()
Re: ![]()
Tohfa wapis karna khilaf-e rawadari hai.
Is tohfay ko ham dil-o jaan say zeyada azeez rakhain gai. ![]()
Re: ![]()
people..making false promises..i recall…nothing has been done about my request!![]()
Re: ![]()
yeh tohfa naheen tha ..rishwat thee..aur rishwat layna Haram hay ![]()
Re: ![]()
Yeh tohfa detay waqt Gizzy bhai nay mujhay kuch bhi nahi bataya tha. Bas subah aankh khuli tu yeh tohfah mojood tha.
I will not return it.![]()
![]()
Re: ![]()
OMG rishwat khor ![]()
Re: ![]()
Yeh jhoota ilzaam hai.![]()
Tum Gizzy par bhi ilzaam laga rahay ho. Ab tu tumhain tamam umr smilie nahi milay gi. ![]()
Re: ![]()
Yeh ilazaam naheen haqeeqat hay aur agar haqeeqat batanay say smiley naheen milti tou na sahi ![]()
Re: ![]()
![]()
Re: ![]()
![]()
Re: ![]()
![]()
Re: ![]()
:aq:
Re: ![]()
^:salam: abdullah how r u ?
OMG…snoootaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Re: ![]()
abdullah bete aap uth gayee hain aap ney apne baalon mai kanga bhi nahi kia abhi chaley jayain shabaash kanga karain
Re: ![]()
^Warna** redrose** aunty aap ko buhat maraingee haan
Re: ![]()
PK.
RR, I like my hair ishtyle. Ye boys ka ishtyle he. Tum gals kia jano.
Re: ![]()
^Waisay mainay agar apna HAT hata liya tou yeh saari larkiyaa’n jal jal kar mar jaingee ![]()
Re: ![]()
^ kyoo aap ke hat ke neechey fire lagi hoii hai jo ham jal jal ker me jayain gain ![]()
nahi abdulallah beta yea sahi ishtyle nahi hai bachey aisey ishtyle nahi banaatey shabaash mairi baat maan jaoo aur kanga ker ke aoo
Re: ![]()
Tum log hat kah neechay aag rakhtay hogay humaray haan Hat kay neechay Sar numa cheez hoti hay ![]()
Re: ![]()
PK, kahin tumhare balon mei joien to nahi?
RR api, ye larka logon ka ishtyle hai na.