Re: ..................................
oye u r guppan, phele batana tha yaar
Re: ..................................
yeah please introduce yourself softi.......
Re: ..................................
i think he /she is an old member with new nick
Re: ..................................
OK on ur demand ppl.. am gona star
Bismillahirahmaa Niraheem
Sab say pehlay tu Allah ka shukar hay... kay main Guppan hon.... is main aap sab ka bhi bara hath hay.... aap k jawaab ka... aap kay piyaar ka... khaloos bhaijaan ka.... kay mujhay bardash kia.........
tu main or kiay bolon kia tareef karon apni... tareef us khuda ki jis nay mujhay banaya..
Kaffi hay :)
Re: …
Hosla KAKA hosla… Meay sath mazaak kar lo… main bi tika tika kay jawaab don gi na… esa kia yaar ![]()
Re: …
O nai ji… abi tu main jawaan hon… old nai
Re: …
iss mai batya kia kha hai?
Re: …
master piece??? kis cheez ka??? kahan? kyun???
tum larki ho ya larka?? ![]()
Re: …
tu or kiay bataon aap poochain tu sahi…
ye kay main konwari hon? yes
ye kay main piyaari hon? yes
ye kay main ghar main hon? yes
ye kay main …? yes
ye kay main phir… ? phir yes
Re: …
Laholwala: aray avataar daikh lo na… am not jhoot boling TUMHARI KASAM
Master piece matlab :BEAUTIFULLING HON NA
Re: …
hahaha..tumhe pata nahin? avatar se kuchhhh pata nahin chalta.
yahan larkiyon ka larkon waala hota hai..aur larkon ka larkiyon waala. bhala mujhe kese pata chale ga tumhaara avataar dekh ke ![]()
Re: …
kan plz uncensored last 2 wuestionz plz:blush:
Re: …
tum chakkar chalaa rahe ho yahan
![]()
Re: …
sirf koshish kar raha hoon:bummer:
Re: …
you THINK? Allah khair.
mahw-e-hairat hoon ke duniya kya se kya ho jaaye gee ![]()
Re: ..................................
awww bichaaaaaaaaaaaaaaaaaara. ish okiieee...yahan bhi kuch nahin banega :p :D