..........

Re: …

:rotfl: oye Munday, tu meri taraf hai ya uss ki taraf. :hoonh:

Re: …

:hula:

bhai job or college main busy he hon gaa.. or kis main ho sakta hon :stuck_out_tongue:

Re: …

woh na woh na bhai aap ne kharchi pani band kar diya hai socha bhabi ke pass try mar lon :smiley:

Re: …

lol wo tay ye kar chuka hai talash. :wink:

waisay shobi. wo aajkal dikhti nahiN. :o kahaN hai? :expressionless:

Re: …

:yawn:

Re: …

unhon ne ise reject kar diya :crying: now lookin for nother 1 :smiley:

james pra jaan a tame ni sone da :stuck_out_tongue:

Re: …

college maiN kiss ke saath busy ho? :wink: mera salam kehna ussay. :smiley:

Re: …

itni jaldi tau hamaray siyasatdan bhi party nahiN badaltay. You lambay lotay. :hoonh:

Re: …

kon yar.. waisay to yaheen hai :hehe: everyday baat hoti hai :blush:

or college main studies chal rahi hai.. keh doon gaa professor ko salam :halo:

Re: …

:hug: Haider bhai. how are you? :hug: kahaN ghaib haiN aap? :snooty: lagta hai Canada maiN koi line shine maari hui hai, bhabi se dhup kar, issi liye time nahin hai aap ke pass hum becharay logoN ke liye. :frowning:

Re: …

Jo bhi kaho ab ager kharcha pani un se ziyada doge to kuch sochonga is bare main :expressionless:

Shobi professor nahin professorni ko dena salam :wink:

Re: …

acha, wo aati hai online ab? waisay I didnt see her from a long long time.

:smack: @ professor.

Re: …

:hoonh: oye agar mera haath teri gardan tak puhanchta hota na, abhi tak toR chuka hota. :snooty:

Re: …

u chotay log ab gaye kaam se :snooty: bhabiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

Re: …

jee aati to hai .. everyday.. app pata nahin kis wali ke baat kar rahay ho :smiley:

Re: …

Mine isnt working..:teary3:

MSN :smack:

Re: …

hum chotay nahiN haiN. tum zaroorat se zyada lambay ho. :snooty:

Re: …

:eek: oye kitni haiN? :o

Re: …

:hoonh: u deserve punishment. :snooty:

bus dua karo ke meray hathay kabhi na chaRho, warna u will be in big big trouble. :hoonh:

Re: …

matlab:konfused:

kesi trouble ..??:hoonh: ?