Mah aap ki nazar do sher
zara mukhtalif say zara munfarid say
Bay taaluq teray aagay say guzar jataa hai
yeah bhi ik husn e talab hai teray deewanay ka
Labon par tabassum magar kitna halka nigahoN main shoki magar kitni kam kam
koee dekh bhi lay to har giz na samjhay yeah mabham isharaat kiss k liyay hain.
[QUOTE]
*Originally posted by Mirza Ruswa: *
Mah aap ki nazar do sher
zara mukhtalif say zara munfarid say
Bay taaluq teray aagay say guzar jataa hai
yeah bhi ik husn e talab hai teray deewanay ka
Labon par tabassum magar kitna halka nigahoN main shoki magar kitni kam kam
koee dekh bhi lay to har giz na samjhay yeah mabham isharaat kiss k liyay hain.
[/QUOTE]
Amma sham-o-sehar miyan
kya hal hain
hamri shaan mein koie qaseda, kafiya, rubai nai :(
jis ko daikho sinf-e-nazuk pay gira jata hai....
Muna'hsir ehl-e-sitam par he nahi hai mohsin
Log apno ki inayat say bhi mar jatay hain
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
Kehtay hain ke mil jaati hai, har cheez Dua sey
Aik roz Tumhein maang ke dekhain gey Khuda sey
*Originally posted by Shab-e-Hijar: *
Tum, Merey liyey aur koi ilzaam na dhoondho
Chaaha tha Tumhein, Aik yahi ilzaam buhut hai
[/QUOTE]
Ab jis kay ji mein aiye wohi paiye roshni
Hum nay to dil jala kay sar-e-aam rakh diya
Maghroor he sahi, mujhay acha bohat laga
Woh ajnabi to tha magar apna bohat laga
Rootha hua tha, hans to para mujh ko daikh kar
Mujh ko to is qadar bhi dalasa bohat laga

:)
[/QUOTE]
Na janey keb mere duniya mein muskurayae gaa
Wo aik shakhs jo khwabon mein bhi khafa sa lage ?
Amma sham-o-sehar miyan
kya hal hain
hamri shaan mein koie qaseda, kafiya, rubai nai :(
jis ko daikho sinf-e-nazuk pay gira jata hai....
Muna'hsir ehl-e-sitam par he nahi hai mohsin
Log apno ki inayat say bhi mar jatay hain
[/QUOTE]
Mohtram Mohtaram
Pehli baat to yeah hai k Mah ( chand chehra) kaoee aam sinf e nazuk nahee Woh Maa' badaulat ki bhateej hai. ( aaya aap k zehn shareef main koee pakeeza khayal)
Waisay Usad e roohani Allama farmatay hain !
Mulk k shayer o suurat gar o afsana navees
HI har aik k a-esaab pe aurat hai sawaar
aur Shahzaday yeah marnay ki baatain kiyoN ?
jab koee zakhm laga dil pe to hans kar bolay
aur ik phool khila hai meray veeranay main
Pehli baat to yeah hai k Mah ( chand chehra) kaoee aam sinf e nazuk nahee Woh Maa' badaulat ki bhateej hai. ( aaya aap k zehn shareef main koee pakeeza khayal)
Waisay Usad e roohani Allama farmatay hain !
Mulk k shayer o suurat gar o afsana navees
HI har aik k a-esaab pe aurat hai sawaar
aur Shahzaday yeah marnay ki baatain kiyoN ?
jab koee zakhm laga dil pe to hans kar bolay
aur ik phool khila hai meray veeranay main
[/QUOTE]
Na janey keb mere duniya mein muskurayae gaa
Wo aik shakhs jo khwabon mein bhi khafa sa lage ?
*Originally posted by chand_chehra: *
Iss mein Qismat ki khata hai na Zamaaney ka qusoor
Ghum tou insaan ke jeeney ki saza hotey hain
[/QUOTE]
Yeh jo zindagi ki kitab hai, yeh kitab bhi kiya kitaab hai
Kahien eik haseen sa khawab hai, kahien jaan leva azab hai
Kahien anso'on ki hai dasta'an, kahien muskurahato'n ka baya'n
Kahien chein layti hai har kushi, kahien mehraban bay-hisab hai

Mujhey Yaqeen tou nahin magar Yahi sach hai
Mein terey waastey Umrein guzaar sakta hoon
Yahi nahin ke tujhey jeetney ki khawaahish hai
Mein terey waastey khud ko bhi haar sakta hoon