Topic Poetry...... Ashaa'ar on "Intizaar"

Re: Topic Poetry… Ashaa’ar on “Intizaar”

^we r back :slight_smile:

Hum apnay aap main yoo’n gum hain Ar’say say
Humain to jaisay kissi ka bhi INTIZAA"R naheen
Kissi koi toot kar chahain ya chah kar tootain
Humaray paas to itna bhi ikhtiyaar naheen …:bummer: