Re: tOOn
sastay walay bhi hain na
Re: tOOn
sastay walay bhi hain na
Re: tOOn
wo khatay niklay tu mera zimma tosh posh ![]()
Re: tOOn
TOSH POSH
oesy kitne arse baad suna ![]()
Re: tOOn
khatay niklay to paisay wapas
Re: tOOn
Khareeda howa maal wapis ya tabeel na hoga, Gahak apnay saman ki hifazat khud karay
Re: tOOn
naqalon se hushiyar rahein
Re: tOOn
Hamari koi dusri branch nahi
Re: tOOn
teesri aur chauthi hai
Re: tOOn
(LGA)Lal Gol Anar, motay dano wala, naam lay kar talab karein
Re: tOOn
jo naam hai ehtamad ka
Re: tOOn
Naam hi kafi hai
Re: tOOn
miltay jultay naamon se dhoka na khaein
Re: tOOn
Khareednay say pehlay ASLI BEELCHAY ka nishan zaroor dekhein
Re: tOOn
warna hum baad mein zimadar nahin hon gay
Re: tOOn
aik dafa le jayein gay, bar bar ayein gay
Re: tOOn
aik dafa ka kharcha,hamesha ka araam
Re: tOOn
Apki Sahoolat, hamara nasb-ul-aen
Re: tOOn
bachon ki ponch se door rakhein
Re: tOOn
Dhoop aur nami say mehfooz rakhein, hamesha thandi aur khushk jaga par rakhein
Re: tOOn
takleef ziada hony ki soorat mein apnay doctor se mashwara karein