Too much yaar...

Re: Too much yaar…

:kiss: main tumhain lallo bhai sunnaooN :hug:

Re: Too much yaar…

Then go to sleep,
Match khwab main dekh laina :ahaa:

Re: Too much yaar…

very funny both of you :aj:

Re: Too much yaar…

:bummer:

Phir kia illaj hai?

Re: Too much yaar…

naheeN pataa :crying:

Re: Too much yaar…

Choolhay ki aag jala ke baazo aur haath us pe garam karo :ahaa:
and yes go to sleep. :sleep:

Re: Too much yaar…

I want to see the match too :teary1:

Re: Too much yaar…

mashwara maan’na nahin to main kuch nahin kar sakti :hoonh:

Re: Too much yaar…

:crying:

Re: Too much yaar...

Black Coffee piyo.

Re: Too much yaar…

:chai:

:chusni:

Re: Too much yaar…

:smack:
chusni nahin

Re: Too much yaar…

Sadaf Khala :wave:

:chai:

Re: Too much yaar…

:wave: Uncle
Kia haal hain?
Baal bachay set hain?

Re: Too much yaar…

yuckkkk :disgust:
har koi aik doosray koo baba jee / dadi amma banaNay par tulla hua hay :smack:

:chai:

Re: Too much yaar…

chahay aap khud jis marzi ko puhpi, chachi, tayie bana lain
:hoonh:

Re: Too much yaar…

Khalaa itnaa ghussaa kyoon kar rahi hoo
iss umar main itna ghussa theek nahi hota

:chai:

Re: Too much yaar…

Mela bacha :hug:
Apna khayal rakho aur ghar se baahir na niklo. Tum agar dab gaye na baraf ke neeche to dabbe hee rahoge :stuck_out_tongue:

Re: Too much yaar…

Tumharee bhee koi khala hai yahan? faints

Re: Too much yaar…

oye capri :eek:
:hug: zinda ho abhi tak

:chai: