Re: ~Today’s Breakfast~
bus apni dietse hi weight control kar leta hun
Re: ~Today’s Breakfast~
bus apni dietse hi weight control kar leta hun
Re: ~Today’s Breakfast~
kaya motay ho rahay hain ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
Aisi achi diet honi chahiye naa wazan kam bhi ho and khaayein bhi parathay ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
lagta hai koi life1 wali problem hai isiliye cafe me nahi bataa rahe…
Re: ~Today’s Breakfast~
wo tu main already hon ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
life1 wali problem kaya hoti hay ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
ji abhi nayi research huyi hai parathay aur halwa puri khanese weight nahi barta hain…
aap bhi khaya karein
Re: ~Today’s Breakfast~
ke aaj apko ghar par breakfast kyon nahi mila:hmmm: ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
mujhe tu nashta b milta hay ar lunch b ar dinner bhi ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
aap to hum logo ka dil rakhne ke liye keh rahe hai…
warna duniya me aisa kaun he jise breakfast mile aur wo naa kare
Re: ~Today’s Breakfast~
kabi kabi main breakfast nai karta is laiye ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
Achha ji to janab diet per he meri hi tarah ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
mai diet nai karta ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
tusi ja rahe hain
tusi na jaoo na ![]()
Re: ~Today’s Breakfast~
Banana milkshake
Re: ~Today’s Breakfast~
ik glass milk ![]()