~*~ Today ~*~

Re: ~~ Today ~~

latooo mairay bhai kahan thay tum .... larkian aur auntian sub hath munh dho kar peechay par gai hain .... Main nay kaha bhi soap use kar lain leekan woh ganday munday hath pair sirf paani say dho kar peechay par chukki hain mairay :(

Re: ~~ Today ~~

hmm

I can see

kuch baisan bharey haath lagey hain tumhain :ASA:

kaoun the who?

Re: ~~ Today ~~

Yaar baisan key to khair thi , Woh Jow'n "Lice" walay hath thay :(

Re: ~~ Today ~~

ewwwww

yaqinan M ya L sey shroo hota hoga us ka naam

aisey gandey hathoon ka to finger print bhi nahin liya ja sakta :smack2:

yeh lambi zabaan wali maya hi hai na?

its better to have pesticide spray ASAP

:omg: :omg:

**Sunna hay shaam main Churailoon ka naam naheen lia kartay woh khawab main aa jati hain daranay kay liye :wink:
I am using Para Lice and waiting for a Kanghi
**

Re: ~~ Today ~~

lagta hai larkoyoon key bathroom main pani aa gaya hai

hath munh dho rahi hain

lekin

kahin jaan sey haath no dhoo bathain ;)

Re: ~~ Today ~~

Naheen these are dheet creatures ;)

Re: ~~ Today ~~

kanghi mili?

Aik Larki lay kar gai thi, phir abhi tuk wapus lay kar naheen aai :(

Mujhay lagta hay uss key juwaeen ussay ghaseet kar kunwain main lay gain hain mairi kanghi sameet ;)

Re: ~~ Today ~~

itna bhayanak naqsha na kheencho yaar

ho sakta hai us ney kanghi baich kar gajak kha li ho?

Re: ~~ Today ~~

**:omg: you rocks latooo :cheer:

Main Nay Sunna Hay Aaj Kal woh Gajak naheen Maroonda shouq say khati Hain :wink: **

Re: ~~ Today ~~

:hoonh:

:zobo:

:bb: Salam!

Re: ~~ Today ~~

:bulbuli:

Re: ~~ Today ~~

main yahaan thee hi nahi to kitni bai ronaki thi na?

Re: ~~ Today ~~

**Zahir Hay Marasnoon **:coolios: ** Kay Baghair Bilkul Bhi Maza Naheen Aata Hay :omg: :cheer: **

Re: ~~ Today ~~

same to you!!!!

Re: ~~ Today ~~

:aliyish:

Bus Tum Mairay Sath Apni Jorri Bannanay kay chakaroon Main Pari Raha Karo :snooty: :cb: :mocking:

Re: ~~ Today ~~

:cb:

Re: ~~ Today ~~

Daikha Latooo :hmmm: Aab Maya Apni Chaili Chanteon aur Guruni G kay pass baith kar soch rahi ho gi kah uss akaili nay mujh say panga lay kar buhat bari ghalti key hay :cheer: