Re: Today
haha pehli dafa kisi ko dekh rahi hoon apnay aap ko bonga zahir kartay hua haha
Re: Today
haha pehli dafa kisi ko dekh rahi hoon apnay aap ko bonga zahir kartay hua haha
Re: Today
kyo kia apa nay kabi mirror nahi daikha ![]()
Re: Today
hahahaha lekin mirror may mujhey apna aap nazar ata hay na aap nahi
Re: Today
isi liay to keh rahi hoon na kay agar aap kko dekhti to phir bonga pan nazar ata na
Re: Today
acha mai bhool gia tha
zahir hay jab aap apnay aap ko daikhian ge to aap ko bonga kesay nazar a sakta hay
tab to ik adad bongi he nazar aiay ge na ![]()
Re: Today
hahaha jee nahi aik zaheen fateen larki nazar ai gi
Re: Today
aap k peachay aap ke sister kharhi ho gee ![]()
Re: Today
haha jee nahi may mirror tab dekhti hoon jab koi bhi nahi hota:p
Re: Today
kyo aap esa kyo karti hian ![]()
kahi esa to nahi aap apnay sath kesi ayr ko darana nahi chati ![]()
Re: Today
jee nahi may apnay sath kisi aur ko apnay husan say bay hosh nahi karna chahti ![]()
Re: Today
husan say ya phir … ![]()
Re: Today
jee nahi husan say
Re: Today
khush fehmi ka koi elaj nahi hay ![]()
Re: Today
aur galat fehmi ka bhi :p
Re: Today
yani k aap khush fehmi k sath sath galat fehmi ka b shikar hain ![]()
Re: Today
galat fehmi ka shikar jisay may keh rahi thi aap kub samajh gaye ho aab zyada anjan bannay ki zaroorat nahi
Re: Today
mai koianjaan nahi ban raha hoon :p
Re: Today
aab aap yeh to nahi kaho gay kay may anjan ban raha hoon
Re: Today
offcource mai yahi kehnay wala tha :p