Today!!what were you thankful for..

Re: Today!!what were you thankful for..

yahan marunda bohat mazay ka milta hai.. khana hai?? :omg:

kidding bro :hehe: acha ab list bnaun ya sirf ye keh ker jaan chutt jayegi ke taqreeban har cheez ki bohat mazedar hai.. :hypo:

but aik cheez puray Pakistan se separate hai… Mithai.. yahan jo mithai milti hai itni mazedar puray Pakistan se nahi milegi.. mene bohat sare cities ki taste ki.. but sahiwal ki mithai ka koi saani nahi hai..