Today we are all Pakistan #IndiaWithPakistan

Re: Today we are all Pakistan indiawithpakistan

sub sey pahlay hamaray syaasat dan to akhthay baith kar aik faisla kar lein. ager aaj bhi yeh akhthay nah ho sakay to phir kabhi akhthay nah hon gey.
ager inn ko Pakistan sey muhabat hogi to aik faisla karein giey warnah yeh sub iss he tarah chalta rahay ga aor kuch din k bad is ko bhi bhula dia jay ga.
lar jhagr ker kuch nahin milay ga aor jo muzkrat key baat karta hay us ko buzdil bana dia jata hay.