to keep elections fair..

Re: to keep elections fair..

han na .. par aapko darnay ki kiya zaroorat hay .. aapkay do teen to almost public-info te property hain .. maza unke liyay hay jo hichir michir kiyay ja rahay hain aur jab vote nahi miltay to ochay waaron par aa jatay hain aur jab baqi catchup karnay lagtay hain to naraaz ho jaatay hain aur resign karnay par tulay aatay hain ..
i mean .. :rotfl: APNI BARI MAIN RONA SHUROO! MUMMMYYYYYYYYYY MAIN NAHI KHAIL RAHA