to identify those who threads skip ker keye post ...

Re: to identify those who threads skip ker keye post …

Extra ordinary intellectuals type ki batin ho rahi hon tu mujhy dakhal andazi ka shoq nahi hota kabhi kabhi pnga lyny ko entry mar dyti hon:wink: So called intellectuals ky beech.
Baqi kuch logon ka andaza lagya ky kharoos qisam ki batin hi kerty hain main on threads main jhankti bhi nahi jysy kai khroos log mery thrads per nahi aty her aik ka dill hy aay aay na aay na aay or kuch ya main phir ghalat ja rahi hon:D