Re: TLK Wants Flooding
sanjeedgee rotee soorat ka naam nahi hota ..yeh ik alag cheez hay
baaqee dukh sukh ko rehnay dain ..is muamlay main jub tak koi khud na guzray aysee hee baatain kerta hay
jaisay shaair kehtay hain
koi phool hota hai kis terah ,koi dhool hota hay kis terah
yeh waqt waqt ki baat hay tujhay ZIndgee bataye gee