Tine Tine Threads

Re: Tine Tine Threads

karachi walayy is main shamil nahi ho saktay coz shortage of water

kion paani ki bat kertay ho dil jalanay ki bat kertay
haftay bher say moon nahi dhoya tum nahanay ki bat kertay ho

Re: Tine Tine Threads

Huh, behna barish to Multan main bhi khaal khaal matlab kabhi kabhi hoti hai. Saal main aik ya do dafa…:bummer: Laikin Allah ka shukar hai Multan ka paani meetha hai. Ji haan, bahir say anay walay log isay sharbat samajh kar peetay hain..:slight_smile: To hum munh haath bhi dho laitay hain aur naha bhi laitay hain.:blush: