Timepass

Re: Timepass

match toh jagnay say pehlay hee khatam ho jata hai. Becharra Enlgand ho toh Pakistan say pitta hai aur India ho toh hur kissi say pitta hai. :hehe:

Re: Timepass

WS SHaazia :omg: haan yahaan aa ker tawazun sahi kahaaan rehta hai

Re: Timepass

Bus yun samajh len Karachi ka mosam aisa hai ke soup peene ka dil kar raha hai. Kafi thand hai.

Re: Timepass

karachi is near sumandar must be nice. yahaan bhi aisa mausam hai ke ghar sey bahir nikalnay kaa dil bilkul nahi ker raha

Re: Timepass

or jin ka yahan k alawa b yehi hal ho tu un k liye kya hukam hai :hinna:

Re: Timepass

woh aisay hi rahein :hehe:bey tawazun say

Re: Timepass

“kisi ki jan gai or un ki ada thehri” :hinna:

Re: Timepass

aisa kaya ho gaya Shaazia :bummer:

Re: Timepass

kuch nai g bas khud kalami ki thi buland awazz men :hinna:

Re: Timepass

aap khud lamaiyaan naa kiya karein ham kalamiyan karein :wink:

Re: Timepass

motii ho gi tum … :crying:

Re: Timepass

motay to tum ho

Re: Timepass

nhi hoon mai mota … :cryb:

Re: Timepass

pepsi jaisee fake drink piyo gey toh motay toh ho gey.

Re: Timepass

aap soye nahi abhi tuk :emmy:

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

Guys, don’t make this thread as part of mini-cafe :rule:

Re: Timepass

Iss koh koi modship say utarray. :cobra:

Re: Timepass

:wsalam: jite rahien khush rahien :barbie:

Re: Timepass

look who is talking :rotfl: