Timepass

Re: Timepass

mai ab raat ko jaldi sota hon :@:

Re: Timepass

:waves: :salam2:

Re: Timepass

Walaikum Assalaam IS bhai :)

Re: Timepass

jiti rahien khush rahien
kesi hain aap
aaj kafi dino k baad aap se baat ho rahi hay
lagta hay bachoon ne aap ko khoob tang kiye rakha hay :@:

Re: Timepass

mein theek hoon ALLAH ka shukar hai :hula: Bachon nay tang kaya kerna :naak: aaj mein jaag rahi hoon :smiley:

Re: Timepass

itne dino se aap so rahi thi musalsal :eek: :eek:

Re: Timepass

haan naa ab jaagi hoon aaj :x2:

Re: Timepass

esi laiye tu main ne kaha tha k bachoon ne khoob tang kiya k aap itne dino se jaagi e nai :@:

Re: Timepass

aaj mein nay brownie khaa li thi :cb: Itni chocolate khaa ker kahaan neend aani

Re: Timepass

bachoon ki chocolate b kha li aap ne :eek:

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

:yawn:
:wsalam:
Acha aap hain :sleep:

Re: Timepass

Aap koh :chai: aur :cobra: nahin miley ga, aap soyein. :emmy:

Re: Timepass

aaj kal kaafi moti raqam jeeti hay main nay aur main wapus :sunnyboy: par aa gia hoon :sunnyboy:

Re: Timepass

Satta jeet ker soota lagana bauhat buri baat hai. :nahi:

Re: Timepass

Aaj, joh motay motay dalon koh matkatay phirtey hain, nazar nahin aa rahey. :hehe:

Re: Timepass

:wsalam: jite rahien khush rahien
aap aapne apna chori kiya howa text chota kar diya hay chai wale uncle :@:

Re: Timepass

kis ne yaad kiya mujhe :asa:
kaya meri request regarding wait time accept ho gai hay :@:

ex-mod ko kuch tu benefits/advantage hasil hona chiye na

Re: Timepass

Today is the last day for this TP thread :sadiyah:

Re: Timepass

England dhulai ker kay ja chukka hai aab mera copyright jumla wapis apni original position per aa gaya hai.