Timepass

Re: Timepass

Salaam ke jawaab mein salaam nahi walaikum Assalaam kertay hain :chai:

And raat ke 11 bajay subh nahi hoti :mocking: Sirf bachon kaa rona hota hai ::uz:

Re: Timepass

Idhar subah he hay :barbie: aur 11 Bajay Bachay keon rotay hain :hmmm:

Re: Timepass

jab beemar hotay hain (babies nahi 10 saal ke bachay) :crying: Naa sotay ahin naa sonay detay hain :crying: And I am sleepy :yawn:

Re: Timepass

aap bhi baith kar Movie daikh lia karain :cobra: aur please :yawn: nah karain mujhay bhi :sleep:

Re: Timepass

movie dekhnay ke liye bachon ko bhagana parta ahi pass nahi bithana parta :@:

Re: Timepass

aap achi walli movies daikh lia karain :omg: :rotfl:

Re: Timepass

achi wali kaun si hoti hain :blush:

Re: Timepass

70’s key :cobra:

Re: Timepass

mein stone ages ki film naa dekhoon hazam hi nahi hoteen 70’s ki films :chai:

Re: Timepass

main nay bari mushkil say rook lia kuch kahany say apnay aap ko :omg: :rotfl:
aap 60’s key daikh lain phir :@:

Re: Timepass

mein 40’s ki naa dekh loon :emmy:

Ab bolo kaya keh rahey thay bari mushkil say jo rok rakha hai :khumar:

Re: Timepass

aap poetry parh lain yahi kaafi hay :@:

Re: Timepass

nahi ab batao warna likha hi kyoon thaa :emmy:

Re: Timepass

Aiveen Jhoongay main bata doon :omg: :rotfl:

Re: Timepass

haan naa jhoongay mein hi batao , yahaan sab khuch muft hi krana parta hai :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

Leekan main jhoongay main kuch naheen daita :x2:

Re: Timepass

baray meany jaisay jo ho :stuck_out_tongue:

Ok time to sleep now :yawn: Good night

Re: Timepass

:salam: nahin uthna toh na utho mein toh chala :chai: peenay.

Re: Timepass

Ehsan bhia uthna kaya funny poetry parh parh ker uth gai hoon :omg:

Re: Timepass

Itna mut hansein, aap kee porridge tayyar hai. :smiley: