Timepass

Re: Timepass

chup jata hai ap bhi to pichlay 60 saal se yehi kar rahay hain na :cb:

Re: Timepass

Kiya Saray raaz kholo gee? :smilestar:

Re: Timepass

Ye raaz ab raaz nai raha EB :snooty:

Re: Timepass

**hahaha…vaise, baat to saHeeH kahii u ne k meraa dimaaGh nannhaa munnaa saa hai…

magar

…iskii wajah yeh hai k bahot ziyaada concentrated bhejaa/compressed hai :smiley: ikdam**** ‘SOLID’ **hai apun kaa bhejaa…iimaan se! :wink: hehe

Re: Timepass

:omg: I read concentrated as ____________. I can’t type it here :omg:

Re: Timepass

ohhhhhhh…ab yeh takalluf kab se shuru kar diyaa? hehe :cb:

Re: Timepass

:omg: bas kia bataon main khud hi pareshan ho gai thi…foran dobara parha :omg:

Re: Timepass

oh achchhaa…aajkal ‘kahiiN aur’ bhii u kaa ‘aanaa jaanaa’ nahiiN hotaa…maHfil soonii paRii hogii :slight_smile:

Re: Timepass

bas aj kal hum boht masroof hain :chai:

Re: Timepass

masroof? :slight_smile: maashaa Allah! vaise, masroofiyat kia hai? :slight_smile:

Re: Timepass

:salam: Utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

:wsalam: :crying: :teary2:

Re: Timepass

Loh jee double bagga.

Re: Timepass

:yawn:

Re: Timepass

acha hai na :crying:

Re: Timepass

nahin achha nahin. :emmy:

Re: Timepass

kiyoon kam hai kiya :crying:

Re: Timepass

Bagga kum aur parhai zayadah. :emmy:

Re: Timepass

pehlay to aap ne kaha tha parhai thori kam kiya karo :hehe: :crying:

Re: Timepass

mein nay aisa kabhi nahin kaha. :mad: