Timepass

Re: Timepass

hahaha…hoing ko doing kar duuN aur kia ko what na karuuN? hahaha…jootii Khuda kare kabhii u ko na mile taa k koi banda ganjaa na ho! :smiley:

hahaha…ab daaNt hii to le de ke mere paas haiN aur use na dikhaauuN to kia dikhaauuN? zabaan to merii baRii chhoTii sii hai :smiley: zabaan-e-daraaz nahiiN :smiley: