Re: Timepass
**lo…kar lo baat…are train rengtii hai signal jo nahiiN dikhtaa aur do stations ke beech to jangal hii hotaa hai lol…
…sab mil jaataa hai? vo bhii ghar baiThe? waah, kia baat hai…kis shahaana zindagii hai…aisaa karo, apnaa naam hii “shahaana” rakh lo…kinnaa pyaaraa/sohnaa naam hai na? :)**