Timepass

Re: Timepass

:hehe: khair behs main paRna meri adat ke khilaaf hai. lehaza is topic ko main yahan hi khatam karti hon. :slight_smile:

Re: Timepass

hehehe…vaise, ninno nahiiN aaying kia? bhook lagii hai? mujhe to bahot lagii hai :frowning:

Re: Timepass

nai main ne thori hi dair pehlay apple khaya hai..aur bas abi thori dair tak so jaon gi. bhook lagi ho to kuch khana chahiye :p

Re: Timepass

**mujhe to khaanaa nahiiN milegaa abhii :smiley: Bhai aanewaale haiN thoRii der emn to sab saath khaayeNge…Hitlaraanah nizaam hai hamaare ghar kaa :cb: :wink:

you ne to midnight brunch le liyaa…good for u! :)**

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

:wsalam: :yawn: uth gai :yawn:

:chai: milay gi? :@:

Re: Timepass

Jee nahin aap koh :chai: nahin milay gee. :mad:

Re: Timepass

main boloon kah nah boloon :blush:

Re: Timepass

Aap kee suntaa hee kaun hai? :hmmm:

Re: Timepass

aap :sunnyboy:

Re: Timepass

slam all :blush:

Re: Timepass

awww ap kaha…tabiat tu theek hai :s

Re: Timepass

:wsalam:

Ehsan Uncle say milnay aaya tha :cobra:
Rahi tabiat to aab kuch afaaqa mahsoos kar raha hoon :sunnyboy:

Re: Timepass

phir tu faqa kia hoga hasb-e-mamool :omg:

Re: Timepass

Faqay say yaad aaya tumahray khana khanay kay baad ghar waloon ko khana mill gia tha kia :omg: :rotfl:

Re: Timepass

han han mil gaya tha balkeh kuch ghareebon k liye b rakh lia tha tu yaad se apna hissa le jana :barbie:

Re: Timepass

:yawn:

Re: Timepass

makhi :crying:

Re: Timepass

:crying:

Re: Timepass

:salam: **yeh tumko MM kaa rog kab se lag gayaa? ;cb: **