Re: Timepass
ari waah! aaj to baRe baRe log savere savere uTh baiThe!
welocme!!! ![]()
Re: Timepass
ari waah! aaj to baRe baRe log savere savere uTh baiThe!
welocme!!! ![]()
Re: Timepass
acha phir theek haiâŠammi kesi hain?
Re: Timepass
theek hen:bummer:
Re: Timepass
![]()
jee bas Allah ki qudrat hai ![]()
Re: Timepass
aray to phir ye
kion?
Re: Timepass
ase hi thek hen mi ne 4 saal nah dekha unhe
Re: Timepass
qudrat ke saath saath moâajizah bhii lagtaa hai? ![]()
Re: Timepass
ase hi thek hen mi ne 4 saal nah dekha unhe
awww lekin baat to hoti hai na aur un ki dua main tum ho aur tumhari dua main wo. :)
Re: Timepass
qudrat ke saath saath mo'ajizah bhii lagtaa hai? :D
waisy itni subha bhi nai hai is time :D
Re: Timepass
**maiN en to apne liye likhaa thaa
is waqt yahaN 7:23 minute huye haiNâŠmaiN to aaj 6:30 am uTH gayaa thaaâŠab SUNDAY ko 6:30 am par uTh baiThnaa kisii moâajize se kam nahiiN⊠![]()
vaise, you kii visit kaisii rahii? :)**
Re: Timepass
haan phir to waqai moâjza hi hoa hai ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
ao ao MM ![]()
Re: Timepass
main ne nai ana aap udhar mangti hain ![]()
Re: Timepass
nai nai aj mere pas paisy hain ![]()
Re: Timepass
kiya mere uncle ne udhar de dia hai ![]()
Re: Timepass
wo udhaar dete nai hain bas mujy maqrooz mashoor kar dia hai unhon ne ![]()
Re: Timepass
mere uncle awein nai mashhoor karte u ka qasoor hoga ![]()
Re: Timepass
acha hai mera qasoor tum ro mat ![]()
Re: Timepass
mera rona issliye to nai tha ![]()