Re: Timepass
orr ka kam hy mera mera social circle sabko pata hi aj mi ghar hn
Re: Timepass
orr ka kam hy mera mera social circle sabko pata hi aj mi ghar hn
Re: Timepass
to bhugto ![]()
kis ne kaha hai itna bara social circle rakho apna ![]()
Re: Timepass
chapar chapar k aadat jo hey:nah:
Re: Timepass
to phir barshat karo calls ![]()
miaan jee kahan hain tumhary?
Re: Timepass
osk zndagi ka ak h maqsad hi KAM KAM KAM:gadha: sanu ki
Re: Timepass
apnay mijaazi khuda ko aisa na kaho Jiiia ![]()
Re: Timepass
kaise haiN yaaraan-e-waqt-guzaarii baiThak? ![]()
Re: Timepass
![]()
![]()
Re: Timepass
ninno poorii ho gaii yaa abhii bhii Khaab se laGhzish-e-paa bar-qaraar hai? Khaab means sleep here! hehe!!! ![]()
Re: Timepass
Neeno se yaad aaya. I was thinking to sleep early today
will have to get up early in the morning ![]()
Re: Timepass
mujhe thanx to bol do ji…vaise, kal kia Khaas baat hai?
hehe! ![]()
Re: Timepass
Kion ap ko kion thanks bolon? main kisi ko thanks nai bolti…log maghror ho jatay hain ![]()
aur kal kaheen jana hai ![]()
Re: Timepass
**hmmm…na bolo, koii gal nahiiN…maiN to diloN kaa Haal jaantaa huN lolzzz…jo zabaaN na kah sake vo jaantaa huN…thankoo to bolaa hogaa dil hii dil meN? ![]()
to, kal kahaan jaanaa hai? picnic par? :)**
Re: Timepass
jee nai ![]()
koi thank u wannnk u nai bola..![]()
nai aik relative hain un ke ghar jana hai wo bhi bila-wajah ![]()
Re: Timepass
oh achchhaa…hahaha…bilaa vajah hahaha…to un se kaho na k koi vajah ho tabhii bulaayaa kareN ![]()
Re: Timepass
logon ko aur kaam hi kia hai ![]()
Re: Timepass
logoN kaa ek aur kaam bhii hai…i mean aurtoN kaa…har ghar ab “Gheebat kadah” banaa huaa hai!!! ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
utho jago poetry walo. ![]()
Re: Timepass
nashta ker lia mujy dengey chai ![]()