Timepass

Re: Timepass

achaa :hmmm: haan phir theek hai :lifey:

Re: Timepass

:yawn:

Re: Timepass

mere pas solution mojood hai is ka :chai: :smiley:

Re: Timepass

Konsa. :yawn: :yawn:

Re: Timepass

jab kisi ko :yawn: karty daikho to eyes band kar lo aur :chai: ka aik cup bana ke pi lo. :smiley:

Re: Timepass

salaam…aaj to baRii baRii hastiyaaN nazar aaying…eid mubaarak…kia aHvaal haiN? aaj to gosht se dil bharaa hogaa na? :cb:

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

nhiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :cryb:

:wsalam: aj phr me late :teary2:

Re: Timepass

bahanay

yeh sub letter ka asar hai. :snooty:

Re: Timepass

nhi jee :barbie:
u ka lawyer mery sy dandy kha k bhag gya hy :asa:

Re: Timepass

lekin letter toh dey gaya aur khauf kay maray aap post nahin kartein. :hehe:

Re: Timepass

letter to tha nhi :@:

khali hath aya tha :barbie:

m not khozada :zobo:

ap jaldi uth jaty ho kahin main post na kar dun :hoonh:

Re: Timepass

Chalein maaf kiya. :snooty:

Re: Timepass

main ny maafi kub mangi :konfused:

or kyu mangun gi L5:

Re: Timepass

Aab bachon koh maaf ker diya jaata hai. Aap bila khauf kay post ker diya karein mein apnay lawyer say keh ker letter cancel ker doon ga. :snooty:

Re: Timepass

:salam: koi hai yahan? :chai:

Re: Timepass

ap aik ki bjaye 10 bhaijain
main phr b post krun gi :hoonh:
ap bus chai bhaij diya karain :@:

@ino :wsalam: kaishi ho :hugz:

eid kaisi guzri?

Re: Timepass

zabadast busy tum bataoo

Re: Timepass

:crying:

Re: Timepass

EID aae hi sevian pakk hn
MM mat o tere lay bi rakhi hn:hugz:
EID MUBAAK