Timepass

Re: Timepass

badle mein free :chai: peeon ga daily :smiley:

Re: Timepass

Mujhay blackmail. :eek:

Kya zamana aa gaya hai, aaj kul corruption mein bhi corruption hai. :nahi:

Re: Timepass

haan boss hr jagah milawat chal ree hai :stuck_out_tongue:
to phr me deal pakki samjhooooooooon? :smiley:

Re: Timepass

kis kisam ki deals ho rahi hain yahaan :hmmm:

Re: Timepass

Eb :chai: free baant rey hain aaj :yahoo:

Re: Timepass

yaay magar mein :chai: kam hi peeti hoon kaya faida :bummer:

Re: Timepass

aap samosey kha sakti hain wahan se :yummy:

Re: Timepass

Samosay :yummy: They are my kamzori :naak: Kaya yaad dila diya

Re: Timepass

kiya yaad dila diya? :konfused:

Re: Timepass

Itni raat ko to samosay nahi miltay naa :frowning: And tum ney samosay yaad dilaa diyey ab kahaan sey aayein gay yeh samosay :crying:

Re: Timepass

unhon ny waisy hi hamara dakhla mamnuN ker diya hy dhaby… i mean 10 star resturent sy

@EB main nai dardi letter wetter tuN :barbie:

Re: Timepass

apne Eb ka restaurant hai na … wo kis din kaam aaega :smiley:

Re: Timepass


to chalo waheen chalein free ki tea and samosay khaayein gay

Re: Timepass

q? tm log wahan se mufta lagatey they? :hehe:

Re: Timepass

nae me ki to deal pakki ho gaeii hai me ko yaheen pe rojana mil jaegi :hehe:

Re: Timepass

nahi

bus awain ker diya :frowning:

mujhy to in ki wahan ki chai bht pasand thi :crying:
ub kaisy peoN :hinna:

Re: Timepass

paisey do aur g bhar k :chai: peeeeeeeo :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

to meri bhi banwao EB lagta hai bhaag gaye hian deal kaa sun ker :hehe:

Re: Timepass

wo paisy b ly gye

chai b nahi di :frowning:

Re: Timepass

**haan bht taiz bhaag gaey hain :omg:

koi bt nae ye un ka permanent adda hai … phr yehin mil jaein gey :D**