Timepass

Re: Timepass

**nai to? hahaha…mujhe pataa hai:

ek baRe miyaaN ek saRak ke ek sire se dusre sire tak aam kii sampling karte chale aa rahe the magar jab aaKhirii dukaan pe pahoNche to dukaandaar ne kahaa:


“baRe miyaaN, aaj to peT bhar gayaa hogaa, ab kal aaiyegaa to sampling karvaa duuNgaa”**** :cb: :D**