Re: Timepass
**haaaye zaalima! chai kabhii bhool saktii hai? chai ke Ghazab se Darnaa chahaiye har bande/bandi ko…agar aaj aapne chai ko Thukraa diyaa to kal ko chai bhii aapko Thukraa saktii hai! us din se sabhii ko Darnaa chaahiye!!! ![]()
**ab agar chhuTTii na letaa to job pe loTaa le kar kaise dauRtaa? hehe ![]()