Timepass

Re: Timepass

**maashaa Allah…magar, yeh to tanziyan kahaa jaataa hai…is meN kaafii sachchaaii bhii hai…ab aap TV kii anchorwomen ko dekheN…saal bhar DupaTTaa kahiiN door door nahiiN hotaa magar ramadhan ke aate hii DupaTTaa aise sar pe aataa hai jaise gulshan meN bahaar aa jaaye…magar, yeh kia k DupaTTaa aise ****‘strategic’ **andaaz se pin-up kar ke oRhaa jaataa hai k na to sar hii Dhaktaa hai aur an hii shaane Dhakte haiN…yeh hai ramadhan kii Hurmat…inko dekh ke sharmaayeN yahood! yeh dekhiye:


Restored attachments: