Timepass

Re: Timepass

aisa hai bhi lekin ye koi asool bhi nai ban gaya :slight_smile:

abi bhi boht si khawateen hain jo dupata sar pe orh ke rakhna pasand karti hain. mere ird gird to aisi boht si bachiyan, larkiyan aur khawateen moojood hain. :slight_smile: