Re: Timepass
hum bhabhi ko shikayat kar den ge
Re: Timepass
IS bhai ap ne shadi se pehlay hi khawateen walay kaam shoro kar diye…ye silaai karhaai ap ke karny ka kaam nai
Re: Timepass
unse udhar na maang lena
nai main IS bhai se udaar mang kar bhabhi ke liye gift buy karon gi
ehsan
October 11, 2011, 8:39am
467
Re: Timepass
phir mujhey bhi nahin peeni, buss.
Re: Timepass
Chalako massi.
ap ne kal khud ko baba kaha tha ab mujy massi na kahain…log pehlay hi mujy 40 years se ziada age ki samajhty hain kion ke main ap ko “bhai” kehti hon uncle nai
ehsan
October 11, 2011, 8:42am
473
Re: Timepass
IS koh tung na karein, unhon nay 50 din ka chup ka roza rakha howa hai. Iss kay baad unn ka naam hoga “Chup wala baba” :rotfl:
Re: Timepass
udhaar maang kar qulfi kha lete hain
aap meetha nai kha saktey bas apna wada yad karain
Re: Timepass
wo pehlay hum se baat to karain phir hi hum un se udhaar mangain ge na?
Re: Timepass
na mera shona bhai aisay nai rotay…chup kar jao
ehsan
October 11, 2011, 8:43am
479
Re: Timepass
Woh wadda hee kiya joh wafa ho gaya. Chalein eik cake hee dey dein kay saath.