Timepass

Re: Timepass

aap nay mujhay miss kiya tha :crying:

Re: Timepass

Bilkul nahin. :nahi:

Re: Timepass

oh really :crying: mujhey pata tha :blush:

Re: Timepass

Pata tha toh phir poocha kyun. :emmy:

Re: Timepass

mein ne socha burhapay mein aap shaid bhool ke haan kah dain uncle lekin :crying:

Re: Timepass

:salam:

koan koan hai?

Re: Timepass

damagh abhi jawan hai. :snooty:

Re: Timepass

Loh udhaar bibi aa gayee. Apnay apnay walet sambhal loh. :nahi:

Re: Timepass

:wsalam: aap kon hain :crying: wapda walay aap ke ghar anay walay hain

who said :crying:

Re: Timepass

:hehe: ap to waisy apna wallet khali hi rakhty hain :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

:frowning:

abi to 1 bajay ai hai light :frowning:

Re: Timepass

Khali nahin rakhta, khali ker diya kissi nay udhaar maang maang ker. :naraz:

Re: Timepass

haan ap to jaisy boht udhaar dete hain na…sirf KISI ke mangny se wallet khali nai hota :naraz:

Re: Timepass

Koi hai

Re: Timepass

Nahin koi nahin.

Re: Timepass

jee jee Ehsan bhai hain na yahan :smiley:

Re: Timepass

:salam2:
:waves:
is time koi b nae hai
:frowning:

Re: Timepass

ab to waqi koi hi nahi :naak:

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

:wsalam:
:yawn: keon Nashta tayyar hay kia :yummy: