Re: Timepass
jannat main insan marny ke bad jata hai ![]()
Re: Timepass
jannat main insan marny ke bad jata hai ![]()
Re: Timepass
aapko duniya mein b miley gi na
![]()
Re: Timepass
tumhy ban nai karna ![]()
Re: Timepass
na karain ![]()
Re: Timepass
haan to main koan sa kar rahi hon ![]()
acha to tumhari vacations end ho rahi hain? ![]()
Re: Timepass
jaan chuhrwanay ke lyie banda jhoot bol de to
![]()
Re: Timepass
wesey ho hi rahi hain lekin mein itni busy b nahi hongi
![]()
Re: Timepass
MM
kia karon main is larki ka *ban karny ke elawa *
Re: Timepass
ab unko itlah na kar dena
![]()
Re: Timepass
i m not happy with your decision..abi yahan light off ho jaye gi 12 bajay ![]()
main aa kar tum se nibtoN gi ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
mera dil nai karta kaam karney ko bas ![]()
Re: Timepass
aap ke moonh mein makhi
![]()
Re: Timepass
pi lain yahan susti mat phlayen ![]()
main ne abi parhna bhi hai aur jab main kisi ko
karta daikh lon to main khud bhi
start kar deti hon ![]()
Re: Timepass
nikami larki ![]()
Re: Timepass
Meri bhi yehi aadat hai. mein toh yeh smilie dekh ker hee shuru ho jata hoon. ![]()
Re: Timepass
![]()
Yeh sub aap kee bhaan bhaan aur ban ban sun ker howa hai. ![]()
Re: Timepass
light nai gai aaj ![]()
Re: Timepass
mera to kaam hi ghussa dilana hai apko ![]()
Re: Timepass
to phir ap ne kion ye smiley use ki ![]()