Timepass

Re: Timepass

:wsalam: ehsan uncle hain :crying:

main nai hoon :crying:

Re: Timepass

main na honey jese hun:bummer:

aae thapak
gae patak

Re: Timepass

:naraz:

Re: Timepass

AOA everyone :wave:

Re: Timepass

bellcome :blush: :sheen:

Re: Timepass

khod bhag gae ho pata hi mi kitne mushkal se hun es waqt:bummer:

Re: Timepass

kaisi hain aap :chai:

Re: Timepass

:wsalam: UZ aapa kahan gayab hain ap…:naraz:

Jia light chali gai thi :frowning:

Re: Timepass

:chai:

Re: Timepass

koi hai?

Re: Timepass

Koi nahin, bilkul nahin. :nahi:

Re: Timepass

acha nai hai to na sahi :snooty:

waisy ap ki birthday kab hoti hai?? :@:

Re: Timepass

meray profile mein dekh loh. :snooty:

Re: Timepass

acha agar main khud daikh lon to ap mujy apnay bday pe gift den ge na? :@:

Re: Timepass

Shukar hai udhaar nahin maang liya. :emmy:

Re: Timepass

to gift meri pasand ka hoga na :cb:

Re: Timepass

Kuch bhi ley loh, aap ka budget RS 10 hai. Aab aap kee marzee iss mein say kya khareedna hai.

Re: Timepass

is se main aik ball point khareed lon gi :naraz: next exams main mere kaam aa jaye ga :snooty:

waisy EB ap to abi sirf 59 years ke hain…

Re: Timepass

dekha mera tohfa kitna achha hai exams mein aap kay kaam aye ga.

Buss 60 honay mein sirf 2 mahinay baaqi hain. :hmmm:

Re: Timepass

lekin mera exams ki tayari ka dil nai karta :bummer:

main abi bhi books sath rakh ke baithi hoi hon :frowning:

koi baat nai phir bhi 60 saal koi ziada umar thori hoti hai…