Timepass

Re: Timepass

ufffffffffffffff pak mi chai kias mi banate hen

Re: Timepass

zaahirh hey ke cup meiN to banti nahi :cb:

Re: Timepass

TO:emmy: kis me bante hi bataen

Re: Timepass

:salam: :bummer: :yawn:

Re: Timepass

stove pe :cb:

Re: Timepass

jeeti rahiye :slight_smile:

Re: Timepass

:bailan: stove k lia
:bailan:cup k liay

:@Inno:wasalam: kese ho:5:

Re: Timepass

thanks…ap bhi jeeetay aur jeet’ty rahiye :@:

main theek jia tum kesi ho :hugz:

Re: Timepass

aek chai ke cup ke leeye itni maar kutaai? :bummer:

Re: Timepass

shukran :)

Re: Timepass

Ehsan bhai nai nazar aa rahay…un ka 6 star dhaba kesa chal raha hai :cb:

Re: Timepass

I guess wo band ho chuka hey…isi leeye wo gaeb heiN :cb:

Re: Timepass

:hehe: waisy unhay pata chal gaya na ke hum ne un ke dhabay ko dhaba kaha hai to wo foran aa jain ge:p

Re: Timepass

dhabey ko dhaba na kaheiN to aur kya kaheiN? :@:

Re: Timepass

pata nai unhay wo restaurant kahan se lagta hai :cb:

waisy wo hain kahan…wo kia hai na ke jab tak main un se udhaar na maang lon mujy acha nai lagta :@:

Re: Timepass

Joh log meray 7 star restaurant say ban ho chukay hain woh aab jealousy kee wajah say iss koh dhaba keh rahey hain.

Re: Timepass

aaiye aaiye ap ko hi miss kar rahi thi main. Ehsan bhai kuch udhaar mil sakta hai...ap ke dhabay ki qasam wapis nai karon gi :@:

Re: Timepass

Dhabaaaaa :cheer:

Re: Timepass

aur ap mujy un-ban kar chukay hain :cb:

Re: Timepass

:nahi:

:emmy:

Aap per phir say ban laga diya hai.