Timepass

Re: Timepass

Alhamdolillah :) Aur aap?

Re: Timepass

shukar hai Allah ka main bhi theek hon.

ap ke rikshay ka kia hal hai:p

Re: Timepass

Excuse me?:@:

Re: Timepass

no excuses please...
sirf itna bata den wo theek to chal raha hai na?:p

Re: Timepass

wo kon? dimaagh? :D:

Re: Timepass

hain:eek: ap ke dimaagh ke 3 wheels hain???:stuck_out_tongue:

Re: Timepass

hadd-e-adab larrki :snooty:

Re: Timepass

mujy pehlay is ka matlab batayen :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

kuch parrh, likh lia hota to aaj kaam aata na? :bummer:

Re: Timepass

kash hum bhi parhy likhay hotaye :hinna:

waisy parh likh ke banda kia karta hai???

Re: Timepass

kam-az-kam ultey, ultey sawaal nahi karta hey :pcg:

Re: Timepass

kon kis sy kis kisam ky ulty sawal kar raha hy

mujhy bhi btao

main ny bhi karny hain :LB:

Re: Timepass

mujy to ultay seedhay ka matlab bhi nai aata :hinna:

ap mujy tuition parha dia karain pleeejjj :@:

Re: Timepass

Amal se pocho un ko hi pata hoga.

main to achi bachi hon :blush:

Re: Timepass

:cb:

Re: Timepass

ap ke dant main dard hai???

Re: Timepass

han jee

mujhy pata hy ap achi bachi ho meri tarah :@:

isi liye to itny masoomana sawal kar rahi ho

Re: Timepass

kiuN aap doctor heiN kya?:bummer:

Re: Timepass

:cb:

Re: Timepass

ub is main hansany ki kya baat hy :emmy: