Re: Timepass
haaaaaaaaaaaaaaaan ye tu mene socha he nai tha…na paen dil chota na karo balkay kisi kabarriye se bat karo ![]()
Re: Timepass
haaaaaaaaaaaaaaaan ye tu mene socha he nai tha…na paen dil chota na karo balkay kisi kabarriye se bat karo ![]()
Re: Timepass
Yah apun ka Ishtyle hain
![]()
:cobra: … ![]()
![]()
… :cobra:
![]()
:cobra: … ![]()
![]()
… :cobra:
Re: Timepass
![]()
…![]()
…![]()
…![]()
…![]()
…![]()
Re: Timepass
Ye kis haadsey ka sog maanaya jaa raha hey?![]()
Re: Timepass
bhai u ne us din mujhe kuch khane ko nai dia tha na usi ka sog hai ![]()
Re: Timepass
![]()
koi mujh se naraz na ho to baat kar le :hinna:
Re: Timepass
chalo kia yaad karo ge
dil se bulaya ese lia NAZAL ho gae hun
Re: Timepass
bach’chy wo baat aap ko aaj yaad aai? ![]()
Re: Timepass
Ye conditional invitation kis ke leeye hey? ![]()
Re: Timepass
jinhun ne DEWANO si tasveer lagae hue hi:cb:
Re: Timepass
Aur wo kon hey? ![]()
Re: Timepass
slam all ![]()
Re: Timepass
w salaam...kaisi haiN? :)
Re: Timepass
w salaam...kaisi haiN? :)
allhamdolillah or ap???
Re: Timepass
^ maiN to alHamdolillah Tik Tok N fiT faaT ... bas, zaraa garmii se apnii nannhii sii jaan parishaan hai :)
Re: Timepass
haaaaaaaaaaaaw tu kya canada main b garmi hai???paen abhi ap ne yahan ki garmi or ooper se load shedding nai dekhi :hinna:
Re: Timepass
haN ji, kal yahaN humidex 50 degrees thaa. dar-asl maiN zehnii taur pe shadeed garmii ke liye taiyaar nahiiN hotaa…India jab jaataa huN to mujhe koi takleef nahiiN hotii bhale light ho yaa na ho…vo is liye k…vahaN maiN zehnii taur pe taiyaar rahtaa huN ![]()
Re: Timepass
tu yahan b tyar he rahain na…plz ghar pe he tyar rehne ki adat dalain ab kon roz roz parlour le k jaye ![]()
Re: Timepass
yahan sardi hai enjoying my hoka ![]()
Re: Timepass
ab u ke har mashware ko na maannaa kia illegal hai? ![]()
sardi? :o to kia u r on the north pole or on antarctica? ![]()