Timepass

Re: Timepass

aur kis ne uRaya?? :emmy::asa:

Re: Timepass

kahan tuk suno gey kahan ruk sunaon
hazoron hee naam hain mein kya kya batoun. :hehe:

Re: Timepass

mujy maloom hai ap ne to un sab ko apnay khokay pe bula ke khana khilaya hoga :naak:

Re: Timepass

jaldi soo tou gaye theen…aur extra jaldi uth bhi gaye :cb:

Re: Timepass

AOA yahaan kaya ho raha hai ??

Re: Timepass

:wsalam: jiti rahien khush rahien
kesi hain
bache soye nai abi tak :@:

Re: Timepass

:salam: utho, ago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

:wsalam: jite rahien khush rahien
main tu kb ka utha hon :@:

Re: Timepass

Nahi :frowning: aajkal ham so jaatay hain woh jaagtay rehtay hain :smiley:

Walaikum Assalaam Ehsan uncle sonay sey pehlay achaa saa sher sunaa dein , ishqe haqeeqi kaa :slight_smile:

Re: Timepass

Shair unko sunayie jagtay hain joh yahan permanent aatey hain. :snooty:

Re: Timepass

to mujhe aap ko sunana parey gaa :crying:

Re: Timepass

yeh lein EB aap ke liye :)
Ho ke Sharminda Gunahon se kabhi ja to sahi

Wo kare ga Muaf tujhe do ashk baha to sahi

Re: Timepass

matlb aaj kal bache ama - abba ko sulate hain :D

Re: Timepass

haan ji :smiley:

PS> yeh itna ganda avatar hi milaa thaa tumhain laganay ko :crying:

Re: Timepass

khabardaar jo mere itne khoobsurat avi k bare kuch kaha tu :crying:

Re: Timepass

Koi hey???

http://i54.tinypic.com/spkz6h.gif

Re: Timepass

slam all :blush:

Re: Timepass

:wsalam: mein zara busy hoon, meray 8 star restaurant kee aaj opening ceremony hai. Queen khud aa rahee hai opening karnay kay liye.

Re: Timepass

waqai paen :eek: plz ameer ho k iss ghareeb ko bhool na jana akhu akhu akhu :hinna:

Re: Timepass

Yeh entry kuch khas logon kay liye thee, woh samajh gaye hongey. :smiley: