Timepass

Re: Timepass

IS bhai ne kab khokha khola? aur ap ne apnay khokhay ko kab upgrade kia?

Re: Timepass

Room bhi udhaar per lein gee. :nahi:

Re: Timepass

Haqeeqat chup nahiN sakti banaawat ke osooloN sey... :snooty:

Re: Timepass

:cb:

Re: Timepass

:omg:

Re: Timepass

aur kia karon..is ke elawa koi chara nai ab :frowning:

koi baat to maan lain na meri

Re: Timepass

is tarah hansny walon ka anjaam pata hai kia hota hai? :emmy:

Re: Timepass

ehsan bhai dey deiN room...isi bahaney ye idhar tikeiN gi to sahi :D

Re: Timepass

hmmm…unhey jaldi neend aa jaati hey… :yawn:

Re: Timepass

sahi baat hai. Ehsan bhai ghor karain na is baat pe. main yahan hi tikna chahti hon :frowning:

jee nai un ka :kursi: ye hal hota hai :emmy:

Re: Timepass

Re: Timepass

aj kisi ko nend nai aani chahiye nai to main kia karon gi :(

Re: Timepass

kiuN? Aaj light nahi jaey gi kya? :hmmm:

Re: Timepass

jaye gi aur gai hoi hai :bummer:

lekin aj dil ki light bhi off hai lehaza UPS pe guzara hai :frowning:

Re: Timepass

EB kahan gaye un se kahain mujy room dain yahan :cryb:

Re: Timepass

I see…to aaj aap apna gham ghalat karney online heiN :hmmm:

Re: Timepass

usi gham ki wajah se boht din se online nai aai thi...ik naakaam si koshish kar rahi thi ke.....................:(

Re: Timepass

[QUOTE]
usi gham ki wajah se boht din se online nai aai thi...ik naakaam si koshish kar rahi thi ke.....................:(
[/QUOTE]

aesi kya waja ho gai...you are scaring us :(

Re: Timepass

only thing is i don't want to cry...

Re: Timepass

ye poem shidat se yaad aa rahi thi lekin words nai thy mind main google pe search ki hai *

'Ik zara si ranjish say
Shak ki zard tehni per ph00l badgumani k
Is tarah say khiltay hain
Zindagi say piyary bhi
Ajnbi say lagtay hain
……Ghair ban k miltay hain
D0st dar lehj0n mein
Salvatain si perti hain
Umr bher ki chahat ka kuch sila nahee milta
Dasht e be-yaqeeni mein aasra nahee milta
Wahm0n k saaye say umr bher ki mehnat k0
Pal mein tour jatay hain
Bheer mein zamany ki
Saath ch00t jatay hain
Ik zara si ranjish say
Haath ch00t jatay hain
Khawb t00t jatay hain!!!!! *