Timepass

Re: Timepass

Abb aa he gayee hoon tu itni bisti tu na kerain

Re: Timepass

Jiaa mujhay maar kyun rahi hoo?

Re: Timepass

lagta hey meiN bohat hi gehri neend meiN hooN…:sleep2:

Re: Timepass

Pani phainkoon tu shayad kuch afaaqa hu?

Re: Timepass

salamz poetry waloo ... :(

Re: Timepass

slam all :blush:

Re: Timepass

w assalam khush raho jeeti rahooo

Re: Timepass

are you sure ye aap hi heiN? :@: Ye dhund hey, baadal hey ke saaya he ke tum ho? :)

Re: Timepass

Sarmad :slight_smile: :wsalam:

Re: Timepass

kesi hain ap???

Re: Timepass

kaise hain amal bhai aap ??

aaj kal bht kaam shayri post ker rehe hain … :frowning:

Re: Timepass

Main he hoon, lagta hay pani ka chapka marna he parray ga..

Re: Timepass

Abb behter hoon shazia, aur issi liye dikh bhee rahi hoon... naraz tu nahi ho?

Re: Timepass

"aur bhi dukh heiN zamaaney meiN mohabbat ke siwa..." matlab...kuch daftari masroofiaat ki waja sey waqt nahi nikaal paata sheor-o-shaeri ke leeye...but I am almost back :)

Re: Timepass

^ you better stay here..

Re: Timepass

Paani sey yaad aaya:

"Paani, paani kar gai mujhey daweish ki ye baat
Tu mera nahi banta to na ban, apna to ban"
:)

Re: Timepass

Aur aap sab log hibernation meiN raho. Right? :bummer:

Re: Timepass

**Tamam umar is aashuftigi main rai'ygaan ki hay

Ussay he yaad rakha hay jissay dil say bhullana tha**

Re: Timepass

u better b back in your usual full flow or else :ASA:

Re: Timepass

haq haaa main bhala kiun naraz hone lagi :hinna: