Timepass

Re: Timepass

:salam: Amal Bhai
walikam aaadaaab
kese hain aap

Re: Timepass

Alhamdolillah… :slight_smile: … aap sunaeiN kesey heiN? :slight_smile:

Re: Timepass

main b theak ALLAH ka sukar hay
aaj hometown aya tha
kal shaam mai wapisi inshaALLAH

Re: Timepass

Weather kesa chal raha hey Gujarat meiN?

Re: Timepass

khoob garmi oper se bijli ka ana jana

Re: Timepass

.

Re: Timepass

aap ke area meiN baarish nahi hui?

Re: Timepass

kuch din pehle hoi thi

Re: Timepass

load shedding ke kya haalaat heiN?

Re: Timepass

yaha per tu kafi kharab hon last 2-3 din se khuch behtar hain
warna 10-14 hours loadshading hoti hay

Re: Timepass

Gosh...that's terrible :(

Re: Timepass

salaamaat...kia Haal haiN? maiN to saKht thakaa huaa huN :(

Re: Timepass

kuch area mai tu is se b bura haal hota hay

PS: time to sleep now
inshaALLAH pir baat ho gi
take care
b happy n keep smiling always
shab-ba-kher
ALLAH HAFIZ

Re: Timepass

Kya ho gaya Khalil bhai? lagta hey aaj ya to ziaada kaam kar lia ya bilkul haath hi nahi hilaaya :D

Re: Timepass

Good Night…Allah Hafiz :wave:

Re: Timepass

**sleep tight…have p[leasant dreams…Allah Haafiz, shabba Khair :slight_smile:
**

lol…kaash haath hii na hilaayaa hotaa :slight_smile: meraa to0 vujood hii hil gayaa ghaas kaaTte kaaTte :smiley: irony yeh hai k bahtareen ghaas hai magar kise khilaauuN? koi ghar pe gaaye yaa bakrii bhii nahiiN :cb:

Re: Timepass

:yawn:

:salam: allll

Re: Timepass

You are still awake. :smilestar:

Re: Timepass

oucchhhhhhhhh…
i slept a lil too early:bummer: around 9…ankh khul gaye around 12 :frowning:
not used to sleeping for long hours at a stretch :frowning:

aap kaunsa soo rahey hain:emmy:

Re: Timepass

meray haan woh time nahin joh aap kay haan hai. :emmy: