Timepass

Re: Timepass

@PL palak paneer, biryani, naan, chicken masala aur pata nahi kya kya............

Re: Timepass

Duaaon ke shukriya Imran bhai,
jee haan dekh lijiye yehi duniya ki reet hai, koyi aa raha hai tau koyi jaa raha hai..:slight_smile:

Re: Timepass

me leaving now.. take care guys and have a nice weekend...:)

Re: Timepass

is mai sukriye wali kaya baat hay :-)

Re: Timepass

Koi hey???

http://i54.tinypic.com/spkz6h.gif

Re: Timepass

ahista bolen ,mera to kaan gaya

:fatee: koe bhi nahi hi

Re: Timepass

mujhey bhi yehi lag raha hey… :hmmm:

Re: Timepass

acha batain kia ker rahy hen:5:

Re: Timepass

is waqt meiN kuch soch raha hooN… :hmmm:

Re: Timepass

salaam...kia Haal chaal haiN?

Re: Timepass

:wsalam: Khalil bhai…kesey heiN aap?

Re: Timepass

**Allah ka karam hai…aap sunaaiye…aajkal aap kam kam nazar aate haiN :frowning: kia busy haiN?
**

Re: Timepass

Thorri si masroofiat bhi hey...baqi GS pe aaj kal ziada-tar waqt Pakistan Affairs meiN guzar jaata hey... :) Aur aap sunaeiN...ab kheriat?

Re: Timepass


haN vo to hai...maiN ne aapke vahaN comments paRhe haiN...bas Allah raHm farmaaye...aameen

Re: Timepass

Ji...aaj aap ko bhi deikha tha udhar...I was actually about to reply to the guy who lectured you on worrying for Indian kids. His comments were totally irrelevent. It wasn't about India or Pakistan. It was about fulfilling commitment, wherever it may be.

Re: Timepass


ji...vaise, maiN aise l;ogoN se baHs o mubaaHise kar ke apna aur dusre saathiyoN kaa waqt barbaad nahiiN karnaa chaahtaa...yeh ek sa'ii-e-laa-Haasil hogii. Khair...baat apnii apnii Khayaal apnaa apnaa!

Re: Timepass

Aur aap ki job kesi chal rahi hey? :)

Re: Timepass


bas janaab...khetoN pe rahtaa huN...aajkal to kisaan banaa huaa huN lol...aapkii job kaisii jaa rahii hai? :)

Re: Timepass

Alhamdolillah...Canada ki sunaeiN...ab bhi barf-bari jaari hey ya kuch sakoon hey... :)

Re: Timepass

kissan:eek: :eek: