Re: Timepass
ye to me ne 2 class me sekha tha
![]()
Re: Timepass
ye to me ne 2 class me sekha tha
![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
ap jis waqt qadam ranja hotay hain main ghayab ho chuki hoti hun
dunya se nhi,gs se ![]()
Re: Timepass
w.slam.
Re: Timepass
han han 22 hay..ratain,dopehrain,chutian or kuch haseen pal nikaal k ![]()
Re: Timepass
salaam...aji koi hai? cake kisii ko agar khaanaa ho to aa jaaye :)
Re: Timepass
salaam...aji koi hai? cake kisii ko agar khaanaa ho to aa jaaye :)
me ko bhi khana hai.
Re: Timepass
me ko bhi khana hai.
haaN ji, kiuN nahiiN! to apnii plate le aaiye, maiN forks le aayaa huN :)
Re: Timepass
poetry walo. ![]()
Re: Timepass
wa elakium salam GS k jawanoo … aaj itni aldi uth gayee ![]()
Re: Timepass
jawani mein neend nahin aati na. ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
phir kiya aata hai … ![]()
Re: Timepass
baggay wali sarkar
jub jawan ho jao gey toh pata chal jae ga, tub tuk bahar ja ker khelo. ![]()
Re: Timepass
![]()
door se dekha aap haath hila rahe the
qareeb ja ke dekha aaj b qulfi kha rahe the ![]()
Re: Timepass
yeh aap ka vehm o ghumaan tha
mein kulfi nahin ice cream kha raha tha ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
door se mujhe to qulfi hi lagi thi
qareeb ai to khatam ho chuki thi
![]()
Re: Timepass
Door say dekhnay say nuqsaan hota hai
qareeb hotey toh kulfi mil jaani thee
Re: Timepass
door se dekha tha tab bhi kuch dar sa laga tha
qareeb ai to pata laga u ne danda b utha rakha tha ![]()
![]()