Re: Timepass
Lagta hay meri kammi mahsoos key ja rahi hay ![]()
Re: Timepass
Lagta hay meri kammi mahsoos key ja rahi hay ![]()
Re: Timepass
Cough, Cough, yahan toh aab saans lena mushkil ho gaya hai, mein bahar challa. ![]()
Re: Timepass
Sannan, tm ghareeb k sath har jaga aisa hota hai? ![]()
Re: Timepass
Bahar :hinna:
Aik Ameer uncle nay Bahar (ghair mulk) ka naam lay kar
mujh ghareeb key ghurbat kay urraya hay mazaq ![]()
Re: Timepass
Bus Allah kissi ko ghareeb nah banay ![]()
Aab to shrit bhi naheen kah asteen say pooch laitay ![]()
Meri Ghurbat nay mujh ghareeb kay khud he urraya hay mazaq ![]()
Re: Timepass
^^ wah wah ![]()
Re: Timepass
saray paisay dhuein mein urra diye toh yehi ho ga ![]()
Re: Timepass
mai ye thread lock kar k bhaag jaoon ga ![]()
Re: Timepass
main 4 ka table yad akr rahi thi
![]()
Re: Timepass
0 ka PAHADA sunaao
Re: Timepass
wo abhi yad nai hua ![]()
Re: Timepass
che, choka= kitnay hotey hain.
Re: Timepass
mujhey yahan koe kuch batata he nai:naraz:
Re: Timepass
meray pass thread kholnay kee chaabi hai.
Re: Timepass
Hum aam log hain, royalty say baat nahin kartey
Re: Timepass
ye kia hai ![]()
Re: Timepass
aam ke paitiyan:whistling: hain iss royalty ke paas
Re: Timepass
mai pir lock kar don ga
mai b aap ki terha waila hon ![]()
Re: Timepass
mujhe lock khareedne ke liye pese dain ![]()
Re: Timepass
wo ehsan unkle se mango ![]()