Re: Timepass
kabhi ham rasta bhool gaye they ab wapis aa gaye hain ![]()
Re: Timepass
kabhi ham rasta bhool gaye they ab wapis aa gaye hain ![]()
Re: Timepass
mein aa gay aur saath mein meri
bhi.
Re: Timepass
aaj itni late kyon uthay:ASA:
Re: Timepass
bana raha tha, aa jeain aur pee lein. ![]()
Re: Timepass
tou thandi hai ![]()
Re: Timepass
itni dair say ayein gey toh thandi toh hogee, aab khud hee garam karo. ![]()
Re: Timepass
kabhi ham rasta bhool gaye they ab wapis aa gaye hain :D
Aatay jaatay raha karein.
Re: Timepass
mai time pe aaye theen:naraz: dairi aapne kee…and saath mai nashta kahan hai:emmy:bachey need nashta to growwwww
Re: Timepass
Aab nashta bhi banaoun. Aaj kul kay bigray howey bachay. ![]()
Re: Timepass
whts
without nashta ![]()
garma garam paratha and shami kabab daydreaming
Re: Timepass
Aatay jaatay raha karein.
acha aati rahoon gi :D
Re: Timepass
kaam kay na kaaj kay
Dushman annaj kay. ![]()
Re: Timepass
still waiting bhooka pait:crying: aur aap chai pe chai peetey jaa rahey ![]()
Re: Timepass
![]()
![]()
![]()
…![]()
..![]()
![]()
Re: Timepass
![]()
![]()
Re: Timepass
mene apko ghusa dila dia
apne mujhe warning laga dia
![]()
![]()
Re: Timepass
yeh nashta subh mujhe bhi milay gaa ![]()
Re: Timepass
itna sa he hai..mai ker chuki hoon baaqi pe aap loog lar lijiye:cb:
Re: Timepass
mera paratha ban raha hai ![]()