Timepass

Re: Timepass

salaam...maiN huN na amrikan ulloo baraaye nigahbaanii-e-Timepass :D kaisi haN? :)

Re: Timepass

alhamdulillah.. kaisay hain KKF bhai?

Re: Timepass

Allah kaa karam hai…qayaamat kaa intizaar hai :cb: maiN ne to kabaab paraaThe banvaa liye aaKhirat ke safar ke liye…aap ne kia banvaayaa? room bhii saaf kar liyaa :smiley:

Re: Timepass

I am too tired to do anything.. kub aa rahi hay qayyamat?

Re: Timepass


ba-qaul kisii stupid pastor ke kal 6 pm hehe...paagal!

Re: Timepass

acha waqayee... i have been too busy to notice that! apki tu tayyariyaan bhe mukamil hain :)

Re: Timepass


lol...achchhaa kiyaa k tavajjo nahiiN dii varna aapko bhii saarii bekaar taiyaariiyaan karnii paRtiiN...jihaalat kii bhii waqa'ii koii intihaa nahiiN...kaise kaise ai
taqaad logoN ne paal rakkhe haiN :(

Re: Timepass

Duniya issi ka naam hay shayad..

Re: Timepass

yup…aajkal kahaN busy haiN k nazar hii nahiiN aatiiN? kahiiN aisaa to nahiiN k GS se dil uchaaT ho gayaa ho? :cb:

Re: Timepass

yaar 2 nafal k tobah kar lene mi kia haj hy,sote huay KALIMAH pa k soaen ge yaad se

Re: Timepass


bilkul saHeeH...namaaz e nafl paRhnaa to bahtareen zikr hai :)

Re: Timepass

mera WO :mehr: to PARH K so b gaya

mujy yi fikar sata rahi ,kis kis jurm;) ki maafi maangi hogi:omg:

ALLAH MIAN mae TOBAH,MUJY MAA,AF KA DENA es soch per

Re: Timepass

hahaha…kahaN kahaN se Khayaalaat aate haiN zehn meN tumhaare :smiley:

Re: Timepass

:hehe: vesy to acha hi par ,MUJY PATA HI ,LARKION KO TAREY BEGHAIR TO NAHE REH SAKTA,ho ga

Re: Timepass

:salam: koi hai. :chai:

Re: Timepass

:wsalam:
Aap kitni chai cups pee chukey hain subah se:emmy:

Re: Timepass

Abhi toh shuru howa hoon. :chai:

Re: Timepass

:no: publuc mai akele peene se pait mai dard hoti hai:snooty:

Re: Timepass

Toh aap bhi aa jaein. :chai:

Re: Timepass

**Assalam-o-Alaikum..


aai dekha aur chali gai :~)**