Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
welcome shelcome ![]()
ap nay dunia fatah ki ya khait??
Re: Timepass
**lol…Khayaali dunyaa fatah kar ke aayaa huN ![]()
fil-Haal to zabardast bhook lagii hai…Bhaijan kaa intizaar hai k kab aayeN aur kab ham khaanaa khaayeN
Bhai saaHab aayeNge to 'arz karuuNgaa k:
baRii der kar dii Bhaijaan aate aate :D**
Re: Timepass
waiting for bhaijaan.. that so sweet .. kya khaya jarha hai dinner mai??
Re: Timepass
**he is a father figure for us…he is like 25 years older than me ![]()
Bhabhii ne maTar pulaao, arvii kii zabzii, aur safed sookhii dhuli maash kii daal aur rumaali chapaatiyaaN banaayii haiN *
khaanaa ho to Google Earth pe baiTh kar aa jaayeN :D***
Re: Timepass
awww ![]()
aur arvi ki sabzii .. mujhay to arvi gosht shorbay wala bohat yum lagta .. ![]()
Re: Timepass
LOL@ google earth .. ye sahi hai .. ap nay mera lunch dekha ??
Re: Timepass
ahaaN…arvii gosht bhii bahooot nice hotaa hai
kia kahne ![]()
nahiiN :(…kahaN lagaayaa hai? maiN dinner ke ba’d inshaa Allah dekh luuNgaa…bataa dijiye k kahaN hai vo
… Bhaijaan aa gaye Khuda Khuda kar ke ![]()
Re: Timepass
chalain Enjoy your Dinner …
Re: Timepass
Koi hai??
Re: Timepass
salaam…huN par maiN jaa rahaa huN apni bhateeji ko pick up karne…iA 145 min meN vaapas aauuNgaa ![]()
Re: Timepass
Okish.. drive safe.. see you in 45 min . ![]()
Re: Timepass
AOA everyone ![]()
Re: Timepass
**jii… aa gayaa baKhairiyat tamaam…baarish hoing and a lot of fog
so chai baT chukii kia? am i late? ![]()
**
w salaam…aaaiye aaiye…kia Haal aHvaal haiN? ![]()
Re: Timepass
theek hian khanay kaa wait ker rahi hoon ![]()
Re: Timepass
waah…kia banaayaa hai? maiN to khaa chukaa varnaa aapkaa saath zaroor detaa ![]()
Re: Timepass
salaaaaaaaaaaam and welcome back peeps ![]()
Re: Timepass
utho jago poetry walo. Koi hai. ![]()
Re: Timepass
me nai hoon
u chai piye
Re: Timepass
Aap bhi mod bun gayee. ![]()
Mubarak ho. ![]()