Re: Timepass
poetry walo. ![]()
Re: Timepass
poetry walo. ![]()
Re: Timepass
10 pm bhi kam time to nahi...lagta hey subha jaldi utthney ka koi programme nahiN
Re: Timepass
ehsan bhai ![]()
Re: Timepass
App kay haan toh raat kafee beet gaye hai.
Re: Timepass
ji… 1 am ![]()
Re: Timepass
Toh kya aaj sonay ka programme nahin hai. ![]()
Re: Timepass
abhi sey???
… abhi to I am in office… subha 4, 5 baje sey pehley sona nahi hota ![]()
Re: Timepass
assalaamo 'alaikum...ajii, koii hai? :)
Re: Timepass
w/salaam
hum hai na :D
kasay hain ap??
Re: Timepass
^ Allah ka karam hai...kia ho rahaa hai? koi Khaas Khabar? :)
Re: Timepass
kuch nahi bus aram kya jarha .. aur kuch khas nahi .
ap kheetoo'n say kub wapis aye??
Re: Timepass
**achchhaa jii to...nisf shab qailoola [midnight siesta] farmaayaa jaa rahaa hai :D
maiN to aaj 6 pm par aayaa ghar...2 hours of driving :( ... mausam meN bhii ab tapish aa rahii hai...sooraj meN bhii sozish :( **
*paR jaayeN abhii 'Akbar' ke badan pe chhale
paRh kar jo koii phooNk de apra'el, mai, juun
Re: Timepass
ab is mai say half to mere sir say guzar gya ![]()
wasy shukar kary India pak jasi garmi nahi hoti idhar ![]()
Re: Timepass
poetry walo. ![]()
Re: Timepass
**wa'alaikum ussalam.. umeed hai sab khushbaash hoN gay apnay apnay kharchay pe :-p
Aaj ki taza khabar..** **
Agar next time America maiN sunaami aaya to usska zimedaar Osama hoga kiyon k Osama samundar maiN hai.. ***:D*
Re: Timepass
Good one. ![]()
Re: Timepass
salamz uncle’s and anunties … ![]()
Re: Timepass
Uncle kiss koh bola? ![]()
Re: Timepass
peaa si khod khod hi uncle kahta hi.aap q bura maane
Re: Timepass
peaa si khod khod hi uncle kahta hi.aap q bura maane
Bura maane wali baat toh hai, mujh jaisay jawan koh uncle bol raha hai. :D