Timepass

Re: Timepass

bipasha ko uthwa dain ap kay connections hain tu :blush:

mujhay to sub jhoooooooooooooti lagti hai :frowning:

shukar hai Allah nay mujhay kafi chalak hoshiyar paida kya.. warna this dunia would had eaten me up long ago

Re: Timepass

Jee haan pata hai, logon ka nashta uttha ker bhaag jatee hain. :emmy:

Re: Timepass

**Bipaashaa kaun hai? maiN Bi [Bibi] Paashaa yaa Baba Paashaa kisii ko nahiiN jaantaa :smiley: NOT my type :wink:

Allah, mashaa Allah…aap inni ‘mazedaar’ haiN k dunyaa ‘khaa’ jaatii :slight_smile: kia baat hai! :slight_smile: vaise, yeh to Allah MiyaaN ne aapke Haq meN bahtar kiyaa magar auroN ke Haq meN? vo to bechaare bhooke rah gaye! … hehe :smiley:

good to hear that k you hoshiyaar haiN mashaa Allah…kaash maiN bhii hotaa :cb:**

Re: Timepass

LOL

jantay nahi to pata kasay kay not your type :rolleyes:

im eating my sandwich..its so yummmm .. ye bhi yehi soch raha hoga kaash mai hoshiyar hota aur ye mujhay khati na :naak:

Re: Timepass

:hehe: wasay EB ab to mai ap ka bfast, lunch aur dinner bhi churaoo gi.. kafi din hogaye bfast bhinahi khaya :naak:

dekha logo kitni dukhi rooh ho mai ajkal :naak:

Re: Timepass

**jiskaa naam dusroN ko pataa ho vo meri type nahiiN ho saktii…ya’nii…jiske aane se pahle hii uskii shohrat aa jaaye vo mere qaabil yaa maiN uske qaabil nahiiN :smiley: Theek? :cb:

poor sandwich…shaayad vo sandwich yeh kah rahii ho:

jeene se akele hii bahtar hai k mar jaayeN
ghabraa ke koii mujhko bhii khaa jaaye to achchhaa ho!

uskii to muraad bar aa gaii :D**

Re: Timepass

aap toh nashta aisay uraa letee hain jaisay american bin laden koh. :omg:

Re: Timepass

ho na pakke PAINDOO**************manufactring fault in desis:sannan:

Re: Timepass

lo ji, kar lo gallaaN! :smiley: maiN ne kab kahaa k amiN vilaayatii saab huN? hehe…fault nahiiN Haqeeqat…shohrat, daulat aur taaqat achchhe achchhoN ko shaitaan banaa detii hai…hai na? jiskii shohrat uske aage aage chale us per koi ai’temaad -e-kul nahiiN kar saktaa :smiley: Theek?

Re: Timepass

haan ji garoor nahi kya kabhi … ab to ap ka lunch aur dinner bhi uray ga :naak:

Re: Timepass

mera jahaaz ura ke dikha dain :crying:

Re: Timepass

Pehlay uss mein engine lagwain. :emmy:

Re: Timepass

us main to Atobo laga hoa hai :crying:

Re: Timepass

Suna hai uss ka pilot bhi hur waqt baga udtta hai. :smiley:

Re: Timepass

theek hi suna hai uska pilot buhat rota hai :crying:

Re: Timepass

Salam yahan kon kis k sath timepassing :)

Re: Timepass

:wsalam: ap b a jain :crying:

uncle se talking ke nakam koshish :crying:

Re: Timepass

:wsalam: aap kahan ghayab theen.

Re: Timepass

aap per hee gaya hai.

Re: Timepass

yeah apnay IS bhai hain :crying: